अजब फ़साना (Ajab Phasana)
रिश्ता बड़ा पुराना है,
न कोई समझ सका जिसे
ये वो अजब फ़साना है.
Dard se har ek dil ka
Rishta bada purana hain
na koi samajh saka jise
ye vo ajab phasana hai
Dard se har ek dil ka
Rishta bada purana hain
na koi samajh saka jise
ye vo ajab phasana hai
हर शख्स सिलवटो में
लिपटा सा नज़र आता है,
अपने दर्द की अलग
एक दांस्ता सुनाता है
Har shakhs , silwato mein
lipta sa nazar aata hai .
apne dard ki alag
ek daastaan sunata hai
Har shakhs , silwato mein
lipta sa nazar aata hai .
apne dard ki alag
ek daastaan sunata hai
उलझी सी जिंदिगी को
सुलझाने की जुस्तुजू में,
हसरतो के जाल में
उलझता ही चला जाता है.
Uljhi see zindigi ko
suljhane ki justujo main
hasrato ke jaal main
ulajhta hi chala jata hai
Uljhi see zindigi ko
suljhane ki justujo main
hasrato ke jaal main
ulajhta hi chala jata hai
आँसू पलकों से निकलने को
बेचैन हुए जाते है
फिर भी खुश होने का अहसास
हम दुनिया को दिए जाते हैं
Aansoo palkon se nikalne ko
bechain hue jate hain
phir bhi khush hone ka ahsaas
hum duniya ko diye jaatein hain
Aansoo palkon se nikalne ko
bechain hue jate hain
phir bhi khush hone ka ahsaas
hum duniya ko diye jaatein hain
अरशिया ज़ैदी ( Arshia Zaidi)
1 comment:
kya sacchai hai ,kya tarze bayan hai wah wah wah wah wah
Post a Comment